SEARCH RESULTS
Showing search results for "ماہِ"
Ghazal MATCHES FOR "ماہِ"
Ghazal
sab se nazar bachaa ke vo mujh ko kuchh aise dekhtaa
ek daf'a to ruk ga.ii gardish-e-maah-o-saal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
husn-e-mah garche ba-ha.ngaam-e-kamaal achchhaa hai
us se meraa mah-e-KHurshiid-jamaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
us ne sukuut-e-shab me.n bhii apnaa payaam rakh diyaa
hijr kii raat baam par maah-e-tamaam rakh diyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
usii kii shakl mujhe chaa.nd me.n nazar aa.e
vo maah-ruKH jo lab-e-baam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
aisii bhii ik nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
zarro.n ko mehr-o-maah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ek taariiKH muqarrar pe to har maah mile
jaise daftar me.n kisii shaKHs ko tanKHvaah mile
Umair Najmi
Ghazal
aa.e ho kal aur aaj hii kahte ho ki jaa.uu.n
maanaa ki hamesha nahii.n achchhaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu mirii raat ko mahtaab se mahruum na rakh
tire paimaane me.n hai maah-e-tamaam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
shaayad ki mar gayaa tire ruKHsaar dekh kar
paimaana raat maah kaa labrez-e-nuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
do din me.n ham to riijhe ai vaa.e haal un kaa
guzre hai.n jin ke dil ko yaa.n maah-o-saal baa.ndhe