SEARCH RESULTS
Showing search results for "مبدل"
Ghazal MATCHES FOR "مبدل"
Ghazal
zo.af se girya mubaddal ba-dam-e-sard hu.aa
baavar aayaa hame.n paanii kaa havaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
sukuun-e-shauq-e-mubaddal ba-iztiraab hu.aa
kisii ne parda kiyaa aur mai.n be-naqaab hu.aa
Shadan Indauri
Ghazal
Syed Meeran jee Khuda wande Khuda Numa
Ghazal
karam bhii tuu ne jo ai aasmaa.n-janaab kiyaa
sukuun-e-dil ko mubaddal-ba-iztiraab kiyaa
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
jo dekhtaa hai tujh ko ha.nstaa hai qahqahe maar
ai shaiKH teraa chehra mabdaa hai masKHarii kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
armaan kyaa ga.e ki gayaa dil bhii ishq me.n
ye vo ju.aa hai jis me.n hamaaraa mudal gayaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
kuchh to tai ho zar-e-mubaadil-e-jaa.n
ab ke ham kaarobaar chaahte hai.n
Khwaja Ghulamussyedain Rabbani
Ghazal
mabda-e-husn se kaise ye judaa hai yaksar
ki zamaan aur makaa.n ek adaa hai yaksar
Akhtar Saeed
Ghazal
na aayaa haath vo dair-o-haram me.n
milaa jab dil ke dar-mandal ga.e ham
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
kaamil hai.n ma.arifat me.n vo kahte hai.n tan kii baat
mabdaa yahii ma.aad yahii muntahaa yahii