SEARCH RESULTS
Showing search results for "مثبت"
Ghazal MATCHES FOR "مثبت"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
har shaKHs me.n kuchh log kamii Dhuu.nD rahe hai.n
naadaan hai.n musbat me.n nafii Dhuu.nD rahe hai.n
Dr. Azam
Ghazal
Raghib Akhtar
Ghazal
KHatm ho jaa.egii sab kashmakash-e-harf-o-adad
ya.anii har manfii o musbat se guzar jaa.e.nge ham
Meer Ahmad Naved
Ghazal
haasil ye hai ki ek hii hai sifr kaa hisaab
manafii ko dekhnaa kabhii musbat ko dekhnaa
Meer Ahmad Naved
Ghazal
Saima Esma
Ghazal
jin savaalo.n kaa nahii.n hotaa ko.ii musbat javaab
un savaalo.n se ulajhtaa aadmii hai aaj bhii
Farogh Zaidi
Ghazal
us kaa kabhii musbat ko.ii pahluu nahii.n niklaa
jo tum se ta'alluq hai nibhaane ke liye hai
Shan Bharti
Ghazal
ye KHair-o-shar me.n tanaasub tumhii se qaa.em hai
tumhii ho musbat-o-manfii ke sa.ng-e-haaq tumhii
Ain Salam
Ghazal
Birj Lal Raana
Ghazal
Quaiser Khalid
Ghazal
zaKHmii anaa ko yuu.n mai.n har baar chhe.Dtaa huu.n
musbat saa ik ishaara shaayad kahii.n se nikle
Shoaib Nizam
Ghazal
ab roz kii tarah tuu na yuu.n lait-o-la.al kar
kar dar-guzar gunaah tuu musbat javaab de
Shamsa Najm
Ghazal
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa