SEARCH RESULTS
Showing search results for "مج"
Ghazal MATCHES FOR "مج"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kiyaa muj ko daaGo.n ne sarv-e-charaaGaa.n
kabhuu tuu ne aa kar tamaashaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
na tuu milne ke ab qaabil rahaa hai
na muj ko vo dimaaG o dil rahaa hai
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
yaa.n tak sataanaa muj ko ki ro ro kahe tuu haa.e
yaaro na tum sunaa ki fulaane ne kyaa kiyaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
to.Duu.n ye aa.ina ki ham-aaGosh-e-aks hai
hove na muj ko paas jo tere huzuur kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
bulbulo.n ke haal par aataa hai muj ko rahm aaj
daam se sayyaad ke un ko chhu.Daa.uu.n kis tarah
Taban Abdul Hai
Ghazal
muj nain ke nagar me.n laalan vatan kiye hai.n
jab anjuman ke logaa.n KHalvat use kate hai.n
Ali Adil Shah Shahi 2nd
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
azal the hai muje KHuubaa.n suu.n iKHlaas
abad lag muj hai mahbuubaa.n suu.n iKHlaas