SEARCH RESULTS
Showing search results for "محمد"
Ghazal MATCHES FOR "محمد"
Ghazal
baGair us ke ab aaraam bhii nahii.n aataa
vo shaKHs jis kaa mujhe naam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
ab zamii.n par ko.ii gautam na mohammad na masiih
aasmaano.n se na.e log utaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jab yaar ne uThaa kar zulfo.n ke baal baa.ndhe
tab mai.n ne apne dil me.n laakho.n KHayaal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
daur-e-hayaat aa.egaa qaatil qazaa ke ba.ad
hai ibtidaa hamaarii tirii intihaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
vo faaqa-kash ki maut se Dartaa nahii.n zaraa
ruuh-e-mohammad us ke badan se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
din ik ke baa'd ek guzarte hu.e bhii dekh
ik din tuu apne aap ko marte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Ghazal
gul phe.nke hai auro.n kii taraf balki samar bhii
ai KHaana-bar-andaaz-e-chaman kuchh to idhar bhii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
kahii.n log tanhaa kahii.n ghar akele
kahaa.n tak mai.n dekhuu.n ye manzar akele
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
aag paanii se Dartaa hu.aa mai.n hii thaa
chaa.nd kii sair kartaa hu.aa mai.n hii thaa