SEARCH RESULTS
Showing search results for "مخمور"
Ghazal MATCHES FOR "مخمور"
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
har nargis-e-jamiil ne maKHmuur kar diyaa
pii kar uThe sharaab har ik bostaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
zarra ho ki qatra ho KHum-KHaana-e-hastii me.n
maKHmuur nazar aayaa sarshaar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
haa.e vo vaqt ki jab be-piye mad-hoshii thii
haa.e ye vaqt ki ab pii ke bhii maKHmuur nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
'maKHmuur' ye ab kyaa hai ki baar-e-Gam-e-dil se
bojhal mire ehsaas ke shaane nahii.n hote
Makhmoor Saeedi
Ghazal
dil ko KHayaal-e-yaar ne maKHmuur kar diyaa
saaGar ko ra.ng-e-baada ne pur-nuur kar diyaa
Hasrat Mohani
Ghazal
chashm-e-maKHmuur ke unvaan-e-nazar kuchh to khule.n
dil-e-ranjuur dha.Dakne kaa kuchh andaaz to de
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
bahkii hu.ii maKHmuur ghaTaa.o.n kii sadaa sun
firdaus kii tadbiir ko bahlaa ke guzar jaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
vo maKHmuur nazre.n vo mad.hosh aa.nkhe.n
KHaraab-e-mohabbat hu.aa chaahtaa huu.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jitne armaa.n dil me.n the 'maKHmuur' sab maujuud hai.n
ek bhii to apne markaz se judaa hotaa nahii.n