SEARCH RESULTS
Showing search results for "مسجد_جامع"
Ghazal MATCHES FOR "مسجد_جامع"
Ghazal
be-piye vaa.iz ko merii raa.e me.n
masjid-e-jaama me.n jaanaa hii na thaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
aa.e maiKHaane me.n jab masjid-e-jaame se 'riyaaz'
saath hii aap ke qible se ghaTaa bhii aa.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
chandni-chowk ko siina kahe.n aur qil.a ko sar
masjid-e-jaame ko Thahraa.e.n miyaan-e-dehlii
Mohammad Ahsan Khan Ahsan
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
is adab-gaah kuu.n tuu.n masjid jaama.a mat bojh
shaiKH be-baak na jaa gosha-e-mai-KHaane me.n
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ham bhii imaam-e-masjid-e-jaama kii tarah 'shaad'
dho.e ga.e kuchh aise ki bas paak ho ga.e
Shaad Aarfi
Ghazal
riit ke aage priit nibhaanaa ishq me.n siikhaa
saadhuu ban kar masjid jaanaa ishq me.n siikhaa
Hilal Fareed
Ghazal
Shahid Anwar
Ghazal
udhar masjid idhar mai-KHaana ai shaiKH
idhar aa kar udhar jaataa kahaa.n hai
Manohar Sahaye Anwar
Ghazal
aur baab-e-du’aa khultaa hai us samt hamesha
sajda hai ki masjuud se aage nahii.n jaataa
Mahender Kumar Sani
Ghazal
jaate to ho mai-KHaane masjid me.n bhii yak saa.at
vaa.iz kaa muhib sunte kha.DDaag chale jaanaa
Waliullah Muhib
Ghazal
masjid-o-mandir kaliisaa sab me.n jaanaa chaahiye
dar kahii.n kaa ho muqaddar aazmaanaa chaahiye
Nazeer Banarasi
Ghazal
kal nashshe me.n thaa vo but masjid me.n gar aa jaataa
iimaa.n se kaho yaaro phir kis se rahaa jaataa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
jhuuT kah kar bhii vo masnad pe jagah paataa hai
aur mujh ko pas-e-diivaar chunaa jaataa hai
Shamsa Najm
Ghazal
تکبر کے جو مسند پر غروری کا جو تکیہ دھر
رہا کیا بیٹھ غفلت کر تجھے دنیا تھے جانا ہے