SEARCH RESULTS
Showing search results for "مصاحبت"
Ghazal MATCHES FOR "مصاحبت"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
mauj-e-shamiim-e-sumbul-o-raihaa.n ke darmiyaa.n
vaa hai musaahibat kaa dariichaa tire liye
Josh Malihabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bajaa ki har ko.ii apnii hii ahmiyat chaahe
magar vo shaKHs to ham se musaahibat chaahe
Shafiq Saleemi
Ghazal
musaahibat kaa ko.ii silsila nahii.n hai kyaa
kisii bhii shaKHs se ab raabta nahii.n hai kyaa
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
apnaa la.Dnaa bhii mohabbat hai tumhe.n ilm nahii.n
chiiKHtii tum rahii aur meraa galaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
hu.aa hai shah kaa musaahib phire hai itraataa
vagarna shahr me.n 'Gaalib' kii aabruu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n tire saath sitaaro.n se guzar saktaa huu.n
kitnaa aasaan mohabbat kaa safar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
vo pal ki jis me.n mohabbat javaan hotii hai
us ek pal kaa tujhe intizaar hai ki nahii.n