SEARCH RESULTS
Showing search results for "مضائقہ"
Ghazal MATCHES FOR "مضائقہ"
Ghazal
ko.ii muzaa.iqa nahii.n piirii ke ishq me.n
vaise bhii ye savaab kamaane kii umr hai
Azhar Faragh
Ghazal
daruu.n to us kaa nashaat-KHez-o-fusuu.n-asar hai
muzaa.iqa kyaa agarche hai sar-varaq me.n KHaamii
Krishna Mohan
Ghazal
buu.Dhe shajar ukha.D ga.e to kyaa muzaa.iqa
paagal havaa chalegii to patthar bhii kuchh nahii.n
Ramesh Tanha
Ghazal
manzuur dostii jo tumhe.n hai har ek se
achchhaa to kyaa muzaa.eqa 'inshaa' se kii.n sahii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ka.ii mavaaqe mirii zindagii me.n aa.e magar
kisii pe ha.ns liye itnaa ki phir ha.nsaa na gayaa
Rakhshan Hashmi
Ghazal
lage kahne aab maaya tujhe ham kahaa kare.nge
kahii.n un ke ghar se ba.Dh kar jo phiraa Gulaam ulTaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
mauquuf kab hai jinn-o-ins-o-malaa.ika par
taa.ir bhii naam lete hai.n sub.h-o-shaam teraa
Anisa Haroon Sharwaniya
Ghazal
kyaa kiije chun ke maa.ida-e-dil ko laKHt laKHt
teraa hii tiir siine me.n jab mehmaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
gar fiil-masal malaa.ika ho.n ahl-e-zohd sab
le aave bahr-e-sair unhe.n muu-kashaa.n basant
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Shaz Tamkanat
Ghazal
maa.ng letii hai havaa achchhe mavaaqe dekh kar
ik na ik muTThii me.n rahtaa hai sharaaraa har jagah
Zafar Sahbai
Ghazal
bhaag viiraana-e-duniyaa se ki is manzil me.n
nuzl-e-mehmaan ba-juz maa.ida-e-aaz nahii.n
Ismail Merathi
Ghazal
kuchh KHaas daur hote hai.n fan kii numuud ke
afsos vo mavaaqe'-e-'arz-e-hunar ga.e
Inam Thanvi
Ghazal
malaa.ika na kare.n naaz apne sajdo.n par
mirii jabii.n ye sharaf paa ga.ii to kyaa hogaa