SEARCH RESULTS
Showing search results for "مضطرب"
Ghazal MATCHES FOR "مضطرب"
Ghazal
mile jo yaar kii shoKHii se us kii bechainii
tamaam raat dil-e-muztarib ko pyaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n muztarib huu.n vasl me.n KHauf-e-raqiib se
Daalaa hai tum ko vahm ne kis pech-o-taab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
abhii na chhe.D mohabbat ke giit ai mutrib
abhii hayaat kaa maahaul KHush-gavaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye said-gaah-e-ishq hai Thahraa.iye nigaah
sayyaad-e-muztarib se na hogaa shikaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ameer Qazalbash
Ghazal
is said-e-muztarib ko tahammul se zab.h kar
daamaan o aastii.n na lahuu me.n laThe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
muztar huu.n kis kaa tarz-e-suKHan se samajh gayaa
ab zikr kyaa hai saama-e-aaqil ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
vo tuul khii.nchaa balaa kaa tire taGaaful ne
ki sabr aa hii gayaa mere muztarib dil ko
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
vo kab se muztarib hai.n ai Gam-e-'ishq
KHudaa jaane terii Gairat kahaa.n hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
qibla-o-kaa'ba KHudaa-vand-o-malaaz-o-mushfiq
muztarib ho ke use mai.n ne likhaa kyaa kyaa kuchh
Meer Taqi Meer
Ghazal
'aashiqo.n ke liye kis kaam kaa hai sabr-o-qaraar
jo tire Gam me.n rahe muztarib-e-haal achchhaa hai