SEARCH RESULTS
Showing search results for "معمول"
Ghazal MATCHES FOR "معمول"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ye to har roz kaa ma.amuul hai hairaan ho kyuu.n
pyaas hii piite hai.n ham bhuuk hii ham khaate hai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
yuu.n kise miltii hai ma.amuul se fursat lekin
ham to is lutf-e-Gam-e-yaar se bhii jaate rahe
Mustafa Zaidi
Ghazal
bastii kaa maamuul pe aanaa mushkil hai
chauraahe par vardii vaale baiThe hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
yaar ma.amuul pe lauT aa.e.nge kuchh sabr karo
us fusuu.n-gar kii nigaaho.n kaa asar jaane do
Zakir Khan Zakir
Ghazal
ga.e dino.n me.n ye ma.amuul thaa miraa 'taimuur'
ziyaada vaqt mai.n ik KHvaab me.n basar kartaa
Taimur Hasan
Ghazal
ai dil ye dha.Dkane.n tirii ma.amuul kii nahii.n
lagtaa hai aa rahaa hai vo fitna isii taraf
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
aayaa thaa kabhuu yaar so maamuul ham us ke
bistar pe gire rahte hai.n biimaar se ab tak
Meer Taqi Meer
Ghazal
kal bhii dekhaa thaa unhe.n aaj bhii darshan ho.nge
hasb-e-ma.amuul vo nikle.nge havaa khaane ko
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Abhishek Shukla
Ghazal
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
nikal ke tuu mahal se roz pursaa de sakegii
ye qatl-e-aam to hai roz kaa ma.amuul malika
Komal Joya
Ghazal
kuchh talKH haqaa.eq ne ma.amuul badal Daale
apno.n se kam-aamezii Gairo.n se shanaasaa.ii
Iqbal Azeem
Ghazal
ab ke muKHtaar ne muhtaaj kii diivaar kaa qad
jitnaa ma.amuul hai utnaa bhii nikalne na diyaa
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
titlii ko Dhalte dekhnaa jugnuu ke ruup me.n
meraa yahii hai roz kaa ma.amuul baaG me.n
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
hai ek umr se ma.amuul roz kaa 'irfaan'
du.aa-e-radd-e-anaa ham ne aaj hii nahii.n kii