SEARCH RESULTS
Showing search results for "مغتنم"
Ghazal MATCHES FOR "مغتنم"
Ghazal
dilaa ye dard-o-alam bhii to muGtanim hai ki aaKHir
na girya-e-saharii hai na aah-e-niim-shabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hijraa.n me.n intizaar bhii hai us kaa muGtanim
jo Duubtaa ho us ko to saahil aziiz hai
Meer Hasan
Ghazal
jis aan me.n rahe tuu use jaan muGtanim
yaa.n kii har ek aan kabhii hai kabhii nahii.n
Meer Hasan
Ghazal
jo mehrbaa.n hai.n vo 'saudaa' ko muGtanim jaane.n
sipaahii-zaado.n se miltaa hai dekhiye kyaa ho
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ai dost muGtanim hai.n vo muraadaan-e-baa-vaqaar
usrat me.n bhii jo aan pe apnii a.De rahe
Wasif Dehlvi
Ghazal
taaro.n se raabte kuchh qaa.em rahe hama-shab
is shaGl-e-muGtanam se phir nii.nd hii na aa.ii
Zameer Azhar
Ghazal
jo dam ki daur-e-jaam chale muGtanim hii jaan
dil ko.ii din ye mausam-e-barsaat aur hai