SEARCH RESULTS
Showing search results for "ملن"
Ghazal MATCHES FOR "ملن"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
milan kii saa.at ko is tarah se amar kiyaa hai
tumhaarii yaado.n ke saath tanhaa safar kiyaa hai
Aanis Moin
Ghazal
Aabida Urooj
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
milan-saarii bhii siikho jab nigaah-e-naaz paa.ii hai
mirii jaa.n aadmii aKHlaaq se talvaar jauhar se
Safi Aurangabadi
Ghazal
vo maah-paara milan se pahle bahut KHafaa thii
ab us ke bose chhuTaa rahaa huu.n mai.n is badan se
Ashu Mishra
Ghazal
log sah lete the ha.ns kar kabhii be-zaarii bhii
ab to mashkuuk hu.ii apnii milan-saarii bhii
Shariq Kaifi
Ghazal
Indira Varma
Ghazal
Ajmal Siddiqui
Ghazal
KHushbuu tire badan kii hai saa.nso.n me.n aaj tak
tuu ne milan ke baa'd to pur-nuur kar diyaa