SEARCH RESULTS
Showing search results for "موزے"
Ghazal MATCHES FOR "موزے"
Ghazal
Tal ga.ii sar se balaa apnaa muqaddar khul gayaa
muu-e-sar me.n aaj dast-e-yaar kaa shaana hu.aa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
dil ga.nvaa kar bhii mohabbat ke maze mil na sake
apnii kho.ii hu.ii taqdiir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
mere ash.aar vo sun sun ke maze letaa rahaa
mai.n usii se huu.n muKHaatib vo ye samjhaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
suuraj ne apnii shakl bhii dekhii thii pahlii baar
aa.iine ko maze bhii taqaabul ke aa ga.e
Rahat Indori
Ghazal
kahte hai.n kyaa hii maze kaa hai fasaana 'faanii'
aap kii jaan se duur aap ke mar jaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
bahisht-e-tasavvur ke jalve hai.n mai.n huu.n
judaa.ii salaamat maze aa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
hamaare hii dil se maze un ke puuchho
vo dhoke jo daanista ham khaa rahe hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
man.a kyuu.n karte ho ishq-e-but-e-shiirii.n-lab se
kyaa maze kaa hai ye Gam dosto Gam khaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
khil jaa.e.n kyaa maze hai.n tamannaa-e-shauq me.n
do chaar din jo merii tamanna kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
kare jis qadar shukr-e-ne'mat vo kam hai
maze luuTtii hai zabaa.n kaise kaise