SEARCH RESULTS
Showing search results for "میان"
Ghazal MATCHES FOR "میان"
Ghazal
atraaf mere khii.nchaa gayaa KHauf kaa hisaar
Dahte hu.e makaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
mere jhuuT ko tolo bhii aur kholo bhii tum
lekin apne sach ko bhii miizaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mere jhuuT ko kholo bhii aur tolo bhii tum
lekin apne sach ko bhii miizaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
miyaan se niklii hii pa.Dtii thii tumhaarii talvaar
kyaa evaz chaah kaa thaa KHasmi-e-jaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
miyaan me.n us ne jo kii teG-e-jafaa mere ba.ad
KHuu.n-girafta ko.ii kyaa aur na thaa mere ba.ad
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
ilm KHaaliq kaa KHazaana hai miyaan-e-kaaf-o-nuun
ek kun kahne se ye kaun-o-makaa.n paidaa hu.e
Meer Anees
Ghazal
is darja na betaab ho ai shauq-e-shahaadat
hai miyaan me.n us shoKH kii shamshiir abhii tak
Hasrat Mohani
Ghazal
lailatul-qadr kinaaya na shab-e-vasl se ho
us kaa afsaana miyaan-e-ramazaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHanjar khi.nchaa jo myaan se chamkaa miyaa.n-e-saf
jauhar khule jo mard vatan se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
miyaan-e-hind-o-pakistan ik sarhad kaa jhag.Daa hai
vagarna is imaarat ke manaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
Pallav Mishra
Ghazal
ye kashmakash jo man-o-tuu ke darmiyaa.n hai so hai
miyaan-e-suud-o-ziyaa.n hai mujhe nahii.n maaluum
Abrar Ahmad
Ghazal
miyaan-e-hashr ye kaafir ba.De itraa.e phirte hai.n
mazaa aa jaa.e aise me.n agar sun le KHudaa merii
Muztar Khairabadi
Ghazal
guzarne vaale the jo bhii guzar ga.e lekin
miyaan-e-raah ko.ii be-KHabar rukaa hu.aa hai