SEARCH RESULTS
Showing search results for "نالے"
Ghazal MATCHES FOR "نالے"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
paate nahii.n jab raah to cha.Dh jaate hai.n naale
ruktii hai mirii tab.a to hotii hai ravaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
na rukte hai.n aa.nsuu na thamte hai.n naale
kaho ko.ii kaise mohabbat chhupaa le
Qamar Jalalvi
Ghazal
be-asar naale nahii.n aap kaa Dar hai mujh ko
abhii kah diijiye phir dekhiye kyaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
ha.ngaama garm-kun jo dil-e-naa-subuur thaa
paidaa har ek naale se shor-e-nushuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil me.n aa jaa.e hai hotii hai jo fursat Gash se
aur phir kaun se naale ko rasaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kartaa huu.n mai.n jo naale sar-anjaam baaG me.n
mu.nh dekho phir kare.nge ham aavaaz mere ba.ad
Meer Taqi Meer
Ghazal
zof kaa hukm ye hai ho.nT na hilne paa.e.n
dil ye kahtaa hai ki naale me.n asar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
dil to kyaa chiiz hai patthar ho to paanii ho jaa.e
mere naale abhii itnaa to asar rakhte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
mere naale ne sunaa.ii hai kharii kis kis ko
mu.nh farishto.n pe ye gustaaKH ye aazaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
allaah re terii tundi-e-KHuu jis ke biim se
ajzaa-e-naala dil me.n mire rizq-e-ham hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
har naale me.n yaa.n Tuk.De jigar hotaa hai bulbul
aasaan nahii.n tarz u.Daanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
kaun dekhe use betaab-e-mohabbat ai dil
tuu vo naale hii na kar jin me.n asar hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
hujuum-e-tamannaa se ghuTte the dil me.n
jo mai.n roktaa bhii to naale na rahte