SEARCH RESULTS
Showing search results for "نشوونما"
Ghazal MATCHES FOR "نشوونما"
Ghazal
nashv-o-numaa hai asl se 'Gaalib' furuu.a ko
KHaamoshii hii se nikle hai jo baat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
nashv-o-numaa hai apnii juu.n gard-baad anokhii
baaliida KHaak-e-rah se hai ye shajar hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
garmi-e-ishq maane nashv-o-numaa hu.ii
mai.n vo nihaal thaa ki ugaa aur jal gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ishq ko nashv-o-numaa manzuur hai kab varna sabz
tuKHm-e-ashk-e-sham.a ho KHaakistar-e-parvaana me.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
nihaal-e-taaza rahe.n naamiya ke minnat-kash
daraKHt-e-KHushk ko nashv-o-numaa se kyaa matlab
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
thii yahii aab-o-havaa nashv-o-numaa kii zaamin
isii miTTii se mire fan kaa KHamiir uTThaa thaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
KHaak me.n khel ke sab nashv-o-numaa paa.ii hai
bint-e-iflaas huu.n mai.n bhuuk to merii maa.n thii
Ishrat Afreen
Ghazal
Khurshidul islam
Ghazal
har daane kii hai nashv-o-numaa KHaak me.n mil kar
vo qatra nahii.n rahtaa jo dariyaa me.n nihaa.n ho