SEARCH RESULTS
Showing search results for "نفاق"
Ghazal MATCHES FOR "نفاق"
Ghazal
dimashq-e-maslahat o kuufa-e-nifaaq ke biich
fuGaan-e-qaafila-e-be-navaa kii qiimat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Guruur-e-jehl ne hindostaa.n ko luuT liyaa
ba-juz nifaaq ke ab KHaak bhii vatan me.n nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
buniyaad KHud hii aap ne rakkhii nifaaq kii
shiir-o-shakar the shaad abhii kal kii baat hai
Nazar Barni
Ghazal
dil kii kuduurate.n agar insaa.n se duur ho.n
saare nifaaq gabr o musalmaa.n se duur ho.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
haram-o-dair kii bastii me.n hai tam.iiz-o-nafaaq
ko.ii tafriiq-e-milal dekhii na diivaano.n kii
Gulzar Dehlvi
Ghazal
hasad nifaaq adaavat havas daGaa laalach
lage hai zahr ye nafrat kaa KHaandaan mujhe
Ammar Yasir Migsi
Ghazal
vo miiThe bol haqiiqat me.n zahr-e-qaatil hai.n
tuu is naqaab ke piichhe chhupaa nifaaq to dekh
Kashif Shakeel
Ghazal
dahr me.n 'saalik' ye phailaa hai nifaaq
dostii bhii dushmanii kii baat hai
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
jahaa.n nifaaq ke sho.ale mile.n bujhaa ke chalo
charaaG amn-o-mohabbat kaa tum jalaa ke chalo
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
bad-tar KHizaa.n se hai hame.n is baaG kii bahaar
bo.ii nifaaq phuul me.n hii zahr phal me.n hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
rah-e-hayaat me.n bha.Dkii hai jab nifaaq kii aag
magar is aag kaa luqma hamii.n banaa.e ga.e
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
haa.il hai jo azal se mire haal-o-qaal me.n
vo bhii ayaa.n nifaaq hu.aa hai kabhii kabhii
Rahat Hasan
Ghazal
kufr-o-shirk-o-nifaaq se bachnaa
ye musalmaan kii nishaanii hai