SEARCH RESULTS
Showing search results for "نگاہ_عجز"
Ghazal MATCHES FOR "نگاہ_عجز"
Ghazal
tarz-e-nigaah-e-ijz yahii arz-e-haal hai
ai ramz-daa.n haman ke a.nkhiyo.n kaa kalaam jaan
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ba-pech-o-taab-e-havas silk-e-aafiyat mat to.D
nigaah-e-ajz sar-e-rishta-e-salaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
do-jahaa.n ko nigah-e-ijz se aksar dekhaa
ham ne ummiid ko hirmaa.n ke baraabar dekhaa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
dard ba.Dhte ba.Dhte aap apnaa mudaavaa ho gayaa
aa.nkh se aa.nsuu bahe to jii bhii halkaa ho gayaa
Syed Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
kaun saa jaaduu hai yaarab us nigaah-e-naaz me.n
dekhtaa huu.n jab to paataa huu.n na.e andaaz me.n
Shaukat Thanvi
Ghazal
niyaaz-o-ijz mujhe naaz-e-sang-e-dar se milaa
ba-qadr-e-zarf milaa jo tirii nazar se milaa
Mahir Qureshi Barelvi
Ghazal
mai.n fart-e-ehtiyaat se guzraa magar 'atiiq'
us par nigaah az-rah-e-aadaat ho ga.ii
Atique Asar
Ghazal
kyo.n ho gayaa na dekhte hii mai.n shahiid-e-husn
har baar un ko dekhuu.n ye ijz-e-nigaah hai
Saib Asmi
Ghazal
apnii KHabar nahii.n hai ba-juz is qadar mujhe
ik shaKHs thaa ki mil na sakaa umr-bhar mujhe
Syed Zameer Jafri
Ghazal
Zafar Kamali
Ghazal
hisaar-e-Gam se nikal apnii zindagaanii bachaa
nigaah-e-hijr me.n aa.ii hu.ii javaanii bachaa
Ataul Hasan
Ghazal
shikve tire huzuur kiye jaa rahaa huu.n mai.n
jo kuchh bhii ho qusuur kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
Basit Bhopali
Ghazal
Ajay Sahaab
Ghazal
tirii nigaah kaa ye inqalaab dekhaa hai
dil-o-nazar me.n ajab iztiraab dekhaa hai
Zaheerunnisa Nigar
Ghazal
dil kii lagii ye us ne bujhaa.ii tamaam raat
ik aag par ik aag lagaa.ii tamaam raat