SEARCH RESULTS
Showing search results for "وجہ_شائستگی"
Ghazal MATCHES FOR "وجہ_شائستگی"
Ghazal
aashiqii sheva-e-rindaan-e-balaa-kash hai miyaa.n
vaj.h-e-shaa.istagii-e-KHanjar-e-qaatil rahiye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ham me.n zinda hai vafaa aaj bhii 'shaa.ista-jamaal’
ye kahaanii na.e lahja me.n sunaa.ii jaa.e
Shaista Jamal
Ghazal
shaa.istagii mohabbate.n ulfat vafaa hayaa
rakkhii hai mere paas tirii sab nishaaniyaa.n
Shaista Mahjabeen
Ghazal
kyaa qayaamat hai ki be-raah-ravii bhii ham ko
vaj.h-e-shaa.istagii-e-fikr-o-navaa lagtii hai
Nazim Sultanpuri
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
ab mohabbat na fasaana na fusuu.n hai yuu.n hai
saahab-e-dasht to kahtaa thaa ki yuu.n hai yuu.n hai
Abbas Tabish
Ghazal
vo dil nazar se giraa de.n to Gam kii baat nahii.n
ye jaam vaz.a hu.aa hai shikastagii ke liye
Mani Nagpuri
Ghazal
apnii shikastagii kaa mujhe Gam nahii.n magar
bikhre pa.De hu.e hai.n yahaa.n vaz.a-daar bhii
Sham Rizvi
Ghazal
pa kam nahii.n tire paimaan se bhare hu.e ham
ki sub.h-o-shaam dil-o-jaan se bhare hu.e ham
Osaama ameer
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
soz-e-jigar kaa haal kisii par ayaa.n na ho
jaltaa rahuu.n us aag me.n lekin dhu.aa.n na ho
Qazi Jalal Haripuri
Ghazal
tuu milaa thaa aur mere haal par royaa bhii thaa
mere siine me.n kabhii ik iztiraab aisaa bhii thaa