SEARCH RESULTS
Showing search results for "وحدت"
Ghazal MATCHES FOR "وحدت"
Ghazal
tujh ko puujaa hai ki asnaam-parastii kii hai
mai.n ne vahdat ke mafaahiim kii kasrat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
munsif-e-shahr kii vahdat pe na harf aa jaa.e
log kahte hai.n ki arbaab-e-jafaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vahdat-e-husn ke jalvo.n kii ye kasrat ai ishq
dil ke har zarre me.n aalam hai parii-KHaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
vahdat me.n terii harf du.ii kaa na aa sake
aa.iina kyaa majaal tujhe mu.nh dikhaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
کمال وحدت عياں ہے ايسا کہ نوک نشتر سے تو جو چھيڑے
يقيں ہے مجھ کو گرے رگ گل سے قطرہ انسان کے لہو کا
Allama Iqbal
Ghazal
kasrat me.n bhii vahdat kaa tamaashaa nazar aayaa
jis rang me.n dekhaa tujhe yaktaa nazar aayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
husn-e-jaa.n-soz ne vahdat me.n mujhe yaad kiyaa
mai.n ye samjhaa ki mujhe ishq ne barbaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Jigar Barelvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
kasrat-aaraa.i-e-vahdat hai parastaarii-e-vahm
kar diyaa kaafir in asnaam-e-KHayaalii ne mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
vahdat o kasrat ke jalve KHilqat-e-insaa.n me.n dekh
ek zarra is qadar phailaa ki duniyaa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
vahdat se taa-ba-kasrat sab se zuhuur apnaa
gar ek hai.n to ham hai.n haftaad hai.n to ham hai.n
Shah Aasim
Ghazal
kasrat kaa rang shaahid-e-vahdat kaa hai banaav
vo ek hii se naam hai hazda hazaar kaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
kahaa.n ra.ng-e-vahdat kahaa.n zauq-e-vaslat
mai.n apne ko tujh se judaa chaahtaa huu.n
Aasi Ghazipuri
Ghazal
baaqii hai reze reze me.n ik irtibaat saa
yaasir bikhar ke bhii mirii vahdat ga.ii nahii.n