SEARCH RESULTS
Showing search results for "وحشی_مزاج"
Ghazal MATCHES FOR "وحشی_مزاج"
Ghazal
vahshii mizaaj az-bas maanuus baadya hai.n
un ke junuu.n me.n jangal apnaa hu.aa hai ghar saa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kuchh to pahle se dil-e-betaab thaa vahshii-mizaaj
be-tire din raat ghabraataa hai tanhaa aur bhii
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
havaa kuchh aisii chalii hai ki tere vahshii ko
mizaaj-pursii-e-baad-e-sabaa gavaaraa nahii.n
Iftikhar Arif
Ghazal
apnii hii aavaaz ke qad ke baraabar ho gayaa
martaba insaa.n kaa phir baalaa-o-bartar ho gayaa
Ahmad Tanvir
Ghazal
hayaat hai ki musalsal safar kaa aalam hai
har ek saa.ns me.n vahshii Gazaal kaa ram hai
Naresh Kumar Shad
Ghazal
dil-e-hazii.n ko alam me.n qaraar bhii to nahii.n
mizaaj-e-yaar pe kuchh iKHtiyaar bhii to nahii.n
Saqib Azimabadi
Ghazal
jab yaar ne uThaa kar zulfo.n ke baal baa.ndhe
tab mai.n ne apne dil me.n laakho.n KHayaal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
big.Daa chaman me.n kal tire vahshii kaa jab mizaaj
jho.nkaa nasiim kaa bhii use naagavaar thaa
Yagana Changezi
Ghazal
ha.ngaam-e-naza.a mahv huu.n tere KHayaal kaa
mushtaaq huu.n farishta-e-saahib-jamaal kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
raftagaa.n kaa bhii KHayaal ai ahl-e-aalam kiijiye
aalam-e-arvaah se sohbat ko.ii dam kiijiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hai fann-e-ishq kaa ustaad bas dil-e-vahshii
mariiz-e-Gam kaa yahii ik mizaaj-daa.n niklaa
Yagana Changezi
Ghazal
KHizaa.n ke jaur se vaaqif ko.ii bahaar na ho
kisii kaa pairahan-e-husn taar-taar na ho
Yagana Changezi
Ghazal
fasl-e-gul aate hii vahshat ho ga.ii
phir vahii apnii tabii.at ho ga.ii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
har aan sa.nvartii hu.ii aashufta-mizaajii
har lahza bikhartaa hu.aa shiiraaza-e-vahshat