SEARCH RESULTS
Showing search results for "پدر"
Ghazal MATCHES FOR "پدر"
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dair-o-haram se guzre ab dil hai ghar hamaaraa
hai KHatm is aable par sair-o-safar hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo jis pisar ke jigar me.n utar ga.ii barchhii
usii pisar ko javaa.n dekhne kii KHvaahish thii
Imran Rahib
Ghazal
ajiib daur hai ahl-e-hunar nahii.n aate
pidar kaa ilm liye ab pisar nahii.n aate
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
chain hargiz nahii.n maKHmal ke use takiye par
us parii ke liye ho huur ke par kaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Anwar Feroz
Ghazal
kuchh gire hai.n paat kuchh phuuTe na.e
maut kii har shaaKH par hai zindagii
Syed Yasir Gilani
Ghazal
merii anaa se mujh ko ijaazat nahii.n milii
aur vo samajh rahe hai.n ki zid par a.Daa huu.n mai.n
Sabir Danish
Ghazal
ik baar jo utar gayaa paTrii se dosto
dekhaa yahii ki phir vo hu.aa umr bhar KHaraab
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
sau.np kar KHaana-e-dil Gam ko kidhar jaate ho
phir na paa.oge agar us ne ye ghar chho.D diyaa