SEARCH RESULTS
Showing search results for "پرائے"
Ghazal MATCHES FOR "پرائے"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
'qatiil' apnaa muqaddar Gam se begaana agar hotaa
to phir apne paraa.e ham se pahchaane kahaa.n jaate
Qateel Shifai
Ghazal
lutf vo ishq me.n paa.e hai.n ki jii jaantaa hai
ra.nj bhii aise uThaa.e hai.n ki jii jaantaa hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
sab apnii zaat me.n gum hai.n ye soch kar 'naayaab'
paraa.e dard ko kyuu.n dard-e-sar banaayaa jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
ai josh-e-girya dekh na karnaa KHajil mujhe
aa.nkhe.n mirii zaruur hai.n aa.nsuu paraa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
Nasir Nizami
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
unhe.n paraa.e charaaGo.n se kyaa Garaz 'iqbaal'
jo apne ghar ke diye KHud bujhaa ke aa.e hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
mai.n kho gayaa thaa ko.ii shai talaash karte hu.e
paraa.e shahr me.n apne talaash karte hu.e
Rakib Mukhtar
Ghazal
Gariibii jurm hai aisaa ki dekh kar mujh ko
nigaahe.n pher ke apne paraa.e jaate hai.n