SEARCH RESULTS
Showing search results for "پہر"
Ghazal MATCHES FOR "پہر"
Ghazal
ko.ii mere dil se puuchhe tire tiir-e-niim-kash ko
ye KHalish kahaa.n se hotii jo jigar ke paar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
vo jo us paar hai.n is paar mujhe jaante hai.n
ye jo is paar hai.n us paar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
Duub kar marnaa bhii usluub-e-mohabbat ho to ho
vo jo dariyaa hai to us ko paar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
vo tirii galii ke tevar, vo nazar nazar pe pahre
vo miraa kisii bahaane tujhe dekhte guzarnaa
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
yaad terii kabhii dastak kabhii sargoshii se
raat ke pichhle-pahar roz jagaatii hai hame.n
Shahryar
Ghazal
dil kii KHalish to saath rahegii tamaam umr
dariyaa-e-Gam ke paar utar jaa.e.n ham to kyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
pahle to sunaa karte the aashiq kii musiibat
ab aa.nkh se vo aaTh pahar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
aab-e-muhiit-e-ishq kaa bahr 'ajiib bahr hai
taire to Garq ho ga.e Duube to paar kar ga.e
Adeem Hashmi
Ghazal
kaa.nch ke paar tire haath nazar aate hai.n
kaash KHushbuu kii tarah rang hinaa kaa hotaa
Gulzar
Ghazal
chashm-e-saaqii se piyo yaa lab-e-saaGar se piyo
be-KHudii aaTho.n pahar ho ye zaruurii to nahii.n