SEARCH RESULTS
Showing search results for "چراتیاں"
Ghazal MATCHES FOR "چراتیاں"
Ghazal
muddat hu.ii hai yaar ko mehmaa.n kiye hu.e
josh-e-qadah se bazm charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
apnii apnii chaahate.n hai.n log ab jo bhii kahe.n
ik parii-paikar ko ik aashufta-sar achchhaa lagaa
Ahmad Faraz
Ghazal
an-ginat mahfile.n mahruum-e-charaaGaa.n hai.n abhii
kaun kahtaa hai ki zulmaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ye dostii ye maraasim ye chaahate.n ye KHuluus
kabhii kabhii mujhe sab kuchh ajiib lagtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kiyaa muj ko daaGo.n ne sarv-e-charaaGaa.n
kabhuu tuu ne aa kar tamaashaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
ho.nTo.n se piye.n chaahe nigaaho.n se churaa.e.n
zaalim tirii KHushbu-e-badan kam nahii.n hotii
Qaisarul Jafri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
haa.n charaaGaa.n kii kaifiyat thii kabhii
ab to palko.n pe ik diyaa bhii nahii.n
Zahida Nadeem Hina
Ghazal
shahr kii chaabiyaa.n a.adaa ke havaale kar ke
tohfatan phir unhe.n maqtuul sipaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
zulmat-ba-dosh hai mirii du.aa-e-aashiqii
taaro.n kii mish.ale na churaa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Ghazal
ab dil me.n sar-e-shaam charaaGaa.n nahii.n hotaa
sho.ala tire Gam kaa kahii.n bujhne na lagaa ho
Athar Nafees
Ghazal
ye ruuh raqs-e-charaaGaa.n hai apne halqe me.n
ye jism saaya hai aur saaya Dhal rahaa hai miyaa.n