SEARCH RESULTS
Showing search results for "چھوڑو"
Ghazal MATCHES FOR "چھوڑو"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
zamzam hii pe chho.Do mujhe kyaa tauf-e-haram se
aaluudaa-ba-mai jaama-e-ehraam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
chho.Do jaa.o kaun kahaa.n kii shahzaadii
shahzaadii ke haath me.n chhaale hote hai.n
Fariha Naqvi
Ghazal
ishq se bezaar dil ye chiiKH kar kahne lagaa
ishq chho.Do aashiqo.n tanhaa.iyaa.n hii Thiik hai.n
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
tum kab the qariib itne mai.n kab duur rahaa huu.n
chho.Do na karo baat ki mai.n tum se KHafaa huu.n
Baqi Siddiqui
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
jhuuTii ummiid kii u.nglii ko paka.Dnaa chho.Do
dard se baat karo dard se la.Dnaa chho.Do
Salman Akhtar
Ghazal
kyaa vaqt thaa kyaa vaqt hai is soch se haasil
chho.Do jo hu.aa kyaa use miizaan me.n rakhnaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
jalaa ke sham.a ab uTh uTh ke dekhnaa chho.Do
vo zimmedaarii se az-KHud pighal bhii saktii hai