SEARCH RESULTS
Showing search results for "کبیدہ_خاطری"
Ghazal MATCHES FOR "کبیدہ_خاطری"
Ghazal
Gam-e-shaa.istagii hai aur mai.n huu.n
kabiida-KHaatirii hai aur mai.n huu.n
Zia Asadi Sironji
Ghazal
jab shikaayat kii kabiida-KHaatirii haasil hu.ii
sabr-e-mahruumii miraa harf-e-du.aa saabit hu.aa
Zafar Moradabadi
Ghazal
ab to be-baat hii rahte ho kashiida-KHaatir
be-ruKHii mujh se ye be-baat kahaa.n thii pahle
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
ik bosa diijiye miraa iimaan liijiye
go but hai.n aap bahr-e-KHudaa maan liijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
sarv taa KHaak-e-giyah apnii vafaa kaa silsila
sar-kashiida us kii KHaatir paa.emaal us ke liye
Akhtar Husain Jafri
Ghazal
KHaak se paa kar mafar kis ko na KHush aayaa safar
dil girafta kaun hai KHaatir-kabiida kaun hai
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
Tasneem Abidi
Ghazal
sahraa-e-zindagii ke liye nuur-e-diida huu.n
kaa.nTaa sahii magar mai.n gul-e-nau-damiida huu.n