SEARCH RESULTS
Showing search results for "کنجیاں"
Ghazal MATCHES FOR "کنجیاں"
Ghazal
kunjiyaa.n KHaana-e-ham-saaya kii rakhte kyuu.n ho
apne jab ghar kii hifaazat nahii.n kii jaa saktii
Jamal Ehsani
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dar dariiche muqaffal kiye kunjiyaa.n phe.nk dii.n
chal pa.De apne kandho.n pe apne basere liye
Jawayd Anwar
Ghazal
Aslam Mahmood
Ghazal
is tamaashe me.n ulaT jaatii hai.n aksar kashtiyaa.n
Duubne vaalo.n ko zer-e-aab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
na kar kisii pe bharosa ki kashtiyaa.n Duube.n
KHudaa ke hote hu.e naaKHudaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
pukaarte hai.n unhe.n saahilo.n ke sannaaTe
jo log Duub ga.e kashtiyaa.n banaate hu.e
Saleem Kausar
Ghazal
yaa.n tishna-kaamiyaa.n to muqaddar hai.n ziist me.n
miltii hai hausle ke baraabar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kahii.n na sab ko samundar bahaa ke le jaa.e
ye khel KHatm karo kashtiyaa.n badalne kaa
Shahryar
Ghazal
tamaam raat thii aur kuhniyaa.n o laate.n thii.n
na sone detaa thaa mujh ko na aap sotaa thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo kashtiyaa.n mirii patvaar jin ke TuuT ga.e
vo baadbaa.n jo taraste rahe havaa ke liye