SEARCH RESULTS
Showing search results for "کوس"
Ghazal MATCHES FOR "کوس"
Ghazal
ghar vaalo.n ko Gaflat pe sabhii kos rahe hai.n
choro.n ko magar ko.ii malaamat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ka.De hai.n kos bahut manzil-e-mohabbat ke
mile na chhaa.nv magar dhuup Dhal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hazaar kos nigaaho.n se dil kii manzil tak
ko.ii qariib se dekhe to ham ko pahchaane
Ada Jafarey
Ghazal
hazaar kos nigaaho.n se dil kii manzil tak
ko.ii fareb se dekhe to ham ko pahchaane
Ada Jafarey
Ghazal
u.Dte hai.n parinde to yahaa.n jhiil bhii hogii
taptaa hai bayaabaan-e-badan kos ka.De hai.n
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
raste ba.De dushvaar the aur kos ka.De the
lekin tirii aavaaz pe ham dau.D pa.De the
Ram Riyaz
Ghazal
jaa-e-qayaam manzil-e-hastii na thii 'amiir'
utre the ham siraa me.n ki kos-e-safar bajaa
Ameer Minai
Ghazal
ka.De hai.n kos safar duur kaa zaruurii hai
gharo.n se rishto.n kaa ab KHaatma zaruurii hai
Musavvir Sabzwari
Ghazal
vahshat-e-dil ne kiyaa hai vo bayaabaa.n paidaa
saik.Do.n kos nahii.n suurat-e-insaa.n paidaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aage chal ke to ka.De kos hai.n tanhaa.ii ke
aur kuchh duur talak lutf-e-safar hai ye bhii
Zeb Ghauri
Ghazal
raat to KHair kisii tarah se kaT jaa.egii
raat ke baa'd ka.ii kos ka.De aur bhii hai.n
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
ta.ng ho kar tire har baar ke dahkaane se
kos baiThe na ko.ii ri.nd-e-sharaabii saaqii
Rind Lakhnavi
Ghazal
ye zindagii ke ka.De kos kis tarah kaTte
KHushaa-nasiib ki ik ham-safar sanam to milaa
J. P. Saeed
Ghazal
Pratap Somvanshi
Ghazal
masaafato.n ke ka.De kos sahl kyaa ho.nge
agar safar me.n mile ko.ii ham-rikaab Galat