SEARCH RESULTS
Showing search results for "کھڑکنے"
Ghazal MATCHES FOR "کھڑکنے"
Ghazal
yuu.n hu.aa mahsuus patto.n ke kha.Dakne se mujhe
chupke chupke kartii hai auraaq-gardaanii havaa
Aasi Faiqi
Ghazal
mausam-e-gul me.n ye patto.n ke kha.Dakne kii sadaa
nafas-e-umr kii aavaaz ho maddham jaise
Jafar Raza
Ghazal
hai manzil-e-Gurbat me.n KHamoshii hii KHamoshii
patto.n ke kha.Dakne kii sadaa tak nahii.n aatii
Bismil Aghai
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
tum maa.ng rahe ho mire dil se mirii KHvaahish
bachcha to kabhii apne khilaune nahii.n detaa
Abbas Tabish
Ghazal
baadbaa.n khulne se pahle kaa ishaara dekhnaa
mai.n samundar dekhtii huu.n tum kinaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
hai paash paash magar phir bhii muskuraataa hai
vo chehra jaise ho TuuTe hu.e khilaune kaa
Javed Akhtar
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
qabiila-vaar kamaane.n ka.Dakne vaalii hai.n
mire lahuu kii gavaahii mujhe niDar kar de
Iftikhar Arif
Ghazal
KHariidnaa hai to dil ko KHariid le fauran
khilaune TuuT bhii jaate hai.n aazmaate hu.e
Rehman Faris
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
ai ishq-e-mizha kaun hame.n dekhne aataa
aa.nkho.n me.n khaTakte the vo biimaar hamii.n the