SEARCH RESULTS
Showing search results for "کہاروں"
Ghazal MATCHES FOR "کہاروں"
Ghazal
piinas me.n guzarte hai.n jo kuuche se vo mere
kandhaa bhii kahaaro.n ko badalne nahii.n dete
Mirza Ghalib
Ghazal
lagegaa phuul ko rakkhaa hu.aa hai kaa.ndho.n par
uThaa ke Dolii kahaaro.n ne rashk karnaa hai
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
Najma Saqib
Ghazal
kahaaro.n kii jagah dikhtii hai.n KHushiyaa.n
dukho.n kii vo savaarii jaa rahii hai
Lokesh Kumar Singh
Ghazal
raste kaa dard aap Gubaaro.n se puuchhiye
lahro.n kii kyaa ghuTan hai kinaaro.n se puuchhiye
Prem Ranjan Animesh
Ghazal
ham hai.n vo TuuTii hu.ii kashtiyo.n vaale 'taabish'
jo kinaaro.n ko milaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
ham aa.ndhiyo.n ke ban me.n kisii kaarvaa.n ke the
jaane kahaa.n se aa.e hai.n jaane kahaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
mile na phuul to kaa.nTo.n se dostii kar lii
isii tarah se basar ham ne zindagii kar lii
Kaifi Azmi
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
vo kaahishe.n hai.n ki aish-e-junuu.n to kyaa ya.anii
Guruur-e-zehn-e-rasaa bhii nahii.n rahaa ab to
Jaun Eliya
Ghazal
tap-e-hijr kii kaahisho.n ne kiye hai.n
judaa post se ustuKHvaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
siine se lipaTte hii palaT jaane pe KHush hai.n
lahro.n ko kinaaro.n pe bharosaa nahii.n lagtaa
Waseem Barelvi
Ghazal
ham ko ik baar kinaaro.n se nikal jaane do
phir to sailaab ke paanii kii tarah phaile.nge