SEARCH RESULTS
Showing search results for "کیف"
Ghazal MATCHES FOR "کیف"
Ghazal
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaa
jho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
is gulistaa.n kii yahii riit hai ai shaaKH-e-gul
tuu ne jis phuul ko paalaa vo paraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
KHud se mil jaate to chaahat kaa bharam rah jaataa
kyaa mile aap jo logo.n ke milaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vo aur mohabbat se mujhe dekh rahaa ho
kyaa dil kaa bharosaa mujhe dhokaa hii hu.aa ho
Zeb Ghauri
Ghazal
betaabii-o-sukuu.n kii hu.ii.n manzile.n tamaam
bahlaa.e.n tujh se chhuT ke tabii'at kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tujhe kaun jaantaa thaa mirii dostii se pahle
tiraa husn kuchh nahii.n thaa mirii shaa.irii se pahle