SEARCH RESULTS
Showing search results for "گرد"
Ghazal MATCHES FOR "گرد"
Ghazal
hotaa hai nihaa.n gard me.n sahraa mire hote
ghistaa hai jabii.n KHaak pe dariyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
gar nahii.n nik.hat-e-gul ko tire kuuche kii havas
kyuu.n hai gard-e-rah-e-jaulaan-e-sabaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
KHema-gaah-e-nigaah ko luuT liyaa gayaa hai kyaa
aaj ufuq ke dosh par gard kii shaal bhii nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
rah-guzaar-e-KHayaal me.n dosh-ba-dosh the jo log
vaqt kii gard-baad me.n jaane kahaa.n bikhar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
zaraa sii gard-e-havas dil pe laazmii hai 'faraaz'
vo ishq kyaa hai jo daaman ko paak chaahtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
suuraj ke ird-gird bhaTakne se faa.eda
dariyaa hu.aa hai gum to samundar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ab raftagaa.n kii baat nahii.n kaarvaa.n kii hai
jis samt bhii ho gard-e-safar jaanaa chaahiye
Ahmad Faraz
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
dil se sitam kii be-sar-o-kaarii havaa ko hai
vo gard u.D rahii hai ki KHud ko ga.nvaa.uu.n mai.n