SEARCH RESULTS
Showing search results for "گل_خود_رو"
Ghazal MATCHES FOR "گل_خود_رو"
Ghazal
baaG-e-ulfat me.n gul jo KHud-rav hai
KHuun-e-bulbul kaa rang hai buu hai
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
gul-e-KHud-rau kii mahak jaise kisii jangal me.n
haa.e vo giit jo tanhaa.ii me.n gaa.e mai.n ne
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
aah ko baad-e-sabaa dard ko KHushbuu likhnaa
hai bajaa zaKHm-e-badan ko gul-e-KHud-ruu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
KHush-mazaaqii shart ho jis ke nazaare ke liye
us gul-e-KHud-ruu ko yaarab ziinat-e-viiraana kar
Hari Chand Akhtar
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
KHud ro diyaa kisii ko ha.nsaane ke vaaste
majbuuriyo.n se kaam liyaa hai kabhii kabhii
Saeed Shahidi
Ghazal
hame.n raat dekhe hai majbuur ho ke
rulaane ko aa.ii thii KHud ro ga.ii hai
Muntazir Firozabadi
Ghazal
ummiid kaa ik pe.D ugaa.e nahii.n ugtaa
KHud-rav hai magar zehn me.n shub.haat kaa ja.ngal
Aslam Kolsarii
Ghazal
naaKHun tire suuraj hai.n aur chaa.nd hathelii hai
aa.iina-e-KHud-rau hai shaffaaf badan teraa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Anwar Sadeed
Ghazal
KHud-rav hai.n ham hame.n na KHizaa.n se Daraa.iye
sahraa ke mast phuul hai.n jangal kii ghaas hai.n
Samad Ansari
Ghazal
kitne aazaad the barsaat ke KHud-rav naale
apnii duniyaa thii ko.ii puuchhne vaalaa hii na thaa