SEARCH RESULTS
Showing search results for "گولا"
Ghazal MATCHES FOR "گولا"
Ghazal
mujh par nazar pa.Dii to vo sharmaa ke rah ga.ii
pahluu se us ke uun kaa golaa lu.Dhak gayaa
Mohammad Alvi
Ghazal
kal pata.ng us ne jo baazaar se ma.ngvaa bhejaa
saada maa.njhe kaa use maah ne golaa bhejaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
siine me.n ko.ii aag kaa golaa hai ki dil hai
javvaala hai sho'la hai sharaara hai ki dil hai
Shahdil Shams
Ghazal
Majid-ul-Baqri
Ghazal
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaa kaa gila
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
teraa chup rahnaa mire zehn me.n kyaa baiTh gayaa
itnii aavaaze.n tujhe dii.n ki galaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
kyaa KHabar thii jo mirii jaa.n me.n ghulaa hai itnaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
lo aaj ham ne to.D diyaa rishta-e-umiid
lo ab kabhii gila na kare.nge kisii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
bulbul ko baaGbaa.n se na sayyaad se gila
qismat me.n qaid likkhii thii fasl-e-bahaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
muddato.n baa'd us ne aaj mujh se ko.ii gila kiyaa
mansab-e-dilbarii pe kyaa mujh ko bahaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
siina dahak rahaa ho to kyaa chup rahe ko.ii
kyuu.n chiiKH chiiKH kar na galaa chhiil le ko.ii