SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہلکان"
Ghazal MATCHES FOR "ہلکان"
Ghazal
dam-bhar tirii havas se nahii.n hai mujhe qaraar
halkaan ho gayaa huu.n tirii dilkashii se mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
us ke chehre par musalsal aa.nkh ruk saktii nahii.n
aa.nkh baar-e-husn se halkaan hotii jaa.egii
Ameer Imam
Ghazal
khul ke ro lene se dil halkaan ho jaa.egaa kyaa
muskuraa duu.ngaa to sab aasaan ho jaa.egaa kyaa
Balmohan panday
Ghazal
bahut mumkin thaa ham do jism aur ik jaan ho jaate
magar do jism sirf ik jaan se halkaan ho jaate
Farhat Ehsas
Ghazal
Maqsood Wafa
Ghazal
sab zaruurat kaa to saamaan hai ghar me.n rahiye
kyaa hu.aa gar ko.ii halkaan hai ghar me.n rahiye
Vineet Aashna
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
yaqiinan zaKHm saare bhar ga.e hai.n
pe dil halkaan hotaa jaa rahaa hai
Harendra Sharma Pashan
Ghazal
jangal mudaafa'at ke halkaan ho ga.e hai.n
sab raste aa.ndhiyo.n ke aasaan ho ga.e hai.n
Musavvir Sabzwari
Ghazal
is safar pe huu.n ki halkaan hu.aa jaataa huu.n
aur kahaa.n jaanaa hai ye bhii nahii.n batlaa saktaa
Faheem Shanas Kazmi
Ghazal
Urmila Madhav
Ghazal
pyaas itnii hai ki halkaan hu.aa jaataa huu.n
mujh ko tujh se nahii.n dariyaa se shikaayat hu.ii hai
Shahzad Baig
Ghazal
qurbato.n me.n ko.ii raahat na kisii duurii me.n
jaan halkaan hu.ii 'ishq kii mazduurii me.n
Jamal Ehsani
Ghazal
tuu shab-o-roz se halkaan nazar aataa hai
chand hii roz kaa mehmaan nazar aataa hai