SEARCH RESULTS
Showing search results for "یورش_برق_و_شرر"
Ghazal MATCHES FOR "یورش_برق_و_شرر"
Ghazal
qafas kii zindagii-e-be-maza ko kab haasil
jo lutf yuurish-e-barq-o-sharar me.n rahtaa hai
Badr Jamali
Ghazal
shikva na kare.nge kabhii ham barq-o-sharar se
gulshan me.n to KHud aag lagii hai gul-e-tar se
Kareem Roomani
Ghazal
yuu.n badaltii hai kahii.n barq-o-sharar kii suurat
qaabil-e-diid hu.ii hai gul-e-tar kii suurat
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
shabaab-e-husn hai barq-o-sharar kii manzil hai
ye aazmaa.ish-e-qalb-o-nazar kii manzil hai
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ham barq-o-sharar ko kabhii KHaatir me.n na laa.e
us fitna-e-dauraa.n ko magar dekh na paa.e
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Abdul Majeed Manzar Murtajapuri
Ghazal
KHadsha-e-barq-o-sharar yaad aayaa
mai.n jahaa.n bhii gayaa ghar yaad aayaa
Abdul Hafeez Khalish Taskini
Ghazal
ghar apnaa vaadii-e-barq-o-sharar me.n rakkhaa jaa.e
ta.alluqaat kaa saudaa na sar me.n rakkhaa jaa.e
Amanullah Khalid
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
sau baar aashiyaana jalaane ke baavajuud
merii taraf se barq-o-sharar mutma.in nahii.n
Maikash Badayuni
Ghazal
merii KHuddaar tabii.at kaa taqaazaa thaa yahii
aashiyaa.n phuu.nk diyaa barq-o-sharar se pahle
Daud Nishat
Ghazal
gulo.n kii aa.nch ne jhulsaa diyaa bahaaro.n ko
chaman ko luuTne barq-o-sharar nahii.n aa.e
Anjum Ansari
Ghazal
jahaa.n tum ho vahaa.n hai.n laala o gul
jahaa.n ham hai.n vahaa.n barq-o-sharar hai
Mumtaz Mirza
Ghazal
is chaman ke naunihaalo.n kii ilaahii KHair ho
aashiyaano.n me.n chhupe barq-o-sharar paate hai.n ham