SEARCH RESULTS
Showing search results for "अतश"
Ghazal MATCHES FOR "अतश"
Ghazal
Saleem Siddiqui
Ghazal
uTh rahii hai merii miTTii se sadaa-e-al-atash
KHaalii mashkiiza liye apnaa ghaTaa KHaamosh hai
Ameer Imam
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
utraa kinaar-e-bahr-e-atsh ek qaafila
KHatm us pe tishnagii kaa safar hai chale-chalo
Waheed Akhtar
Ghazal
pata raqiib kaa de jaam-e-jam to kyaa hogaa
vo phir uThaa.e.nge jhuuTii qasam to kyaa hogaa
Khawaja Reazuddin Atash
Ghazal
atash atash kii sadaa.e.n uThii samundar se
to dasht-e-pyaas ke chashme kahaa.n lagaa.e.nge
Ghufran Amjad
Ghazal
bekalii kaa gumaa.n 'atash' thaa magar
ye na samjhaa thaa is qadar hogii
Khawaja Reazuddin Atash
Ghazal
jaada-e-umr 'atash' paa.nv kii gardish Thahrii
dasht simTaa na kabhii daaman-e-sahraa guzraa
Khawaja Reazuddin Atash
Ghazal
yuu.n razm-e-aab-o-atsh me.n shikast aab ko dii
vafaa-kado.n me.n vafaa naam pa.D gayaa teraa
Syed Iqbal Haider
Ghazal
kashtii-e-ziist khe rahe hai.n 'atash'
bahr kaar-e-muhaal me.n gum hai.n
Khawaja Reazuddin Atash
Ghazal
din bhar kii 'atash' dhuup ko daaman me.n sameTe
mai.n shaam ke suuraj kii tarah Duub rahaa huu.n
Khawaja Reazuddin Atash
Ghazal
Qadr Bilgrami
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Ghazal
al-atash chillaa rahe hai.n saare hii piir-o-javaa.n
abr-e-baaraa.n bhej de rahmat kaa paanii bhej de
Mukhtar Tonki
Ghazal
Baqar Mehdi
Ghazal
aa.nkho.n me.n khii.nch liijiye aks-e-jamaal-e-yaar
ik kuuza-e-atash me.n samundar uThaa.iye
Muhib Wafa
Ghazal
vo al-atash kii sadaa.e.n vo karb-e-tishna-labii
furaat jis ke tasavvur se aab aab hu.aa
Naz Qadri
Ghazal
atash-e-ishq kii lazzat ye milii hai ham ko
jaa gire.n aag me.n aur ho.n na dochaar-e-dariyaa