SEARCH RESULTS
Showing search results for "अम्र"
Ghazal MATCHES FOR "अम्र"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tere qaamat se bhii lipTii hai amar-bel ko.ii
merii chaahat ko bhii duniyaa kii nazar khaa ga.ii dost
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
aaj baato.n me.n huu.n terii nazro.n me.n huu.n
jald dil me.n tire ho amar jaa.uu.ngaa
Hadeed Fatema
Ghazal
gulaab ambar-o-raihaan motiyaa lobaan
kisii kii zulf-e-mo'attar me.n sab kii KHushbuu milii
Shahzad Qais
Ghazal
kyaa meraa ziyaa.n hai jo muqaabil tire aa jaa.uu.n
ye amr to ma.aluum ki tuu mujh se ba.Daa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
'miir' gum-gashta kaa milnaa ittifaaqii amr hai
jab kabhuu paayaa hai KHvaahish-mand paayaa hai bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
tuu apne gahan me.n hai to mai.n apne gahan me.n
do chaa.nd hai.n ik abr me.n gah bhii nahii.n sakte
Saqi Faruqi
Ghazal
haal mat pochhiye kuchh baate.n bataane kii nahii.n
bas du.aa kiije du.aa.o.n me.n asar hone tak
Rehman Faris
Ghazal
Meeraji
Ghazal
ahl-e-daanish ne jise amr-e-musallam maanaa
ahl-e-dil ke liye vo baat ajiib aaj bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
maut ik amr-e-musallam hai to phir ai saaqii
ruuh kyuu.n ziist ke aalaam se ghabraatii hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
milan kii saa.at ko is tarah se amar kiyaa hai
tumhaarii yaado.n ke saath tanhaa safar kiyaa hai
Aanis Moin
Ghazal
kahii.n kahii.n ko.ii laala kahii.n kahii.n ko.ii daaG
mirii bayaaz kii suurat hai merii fard-e-amal