SEARCH RESULTS
Showing search results for "अय्याम"
Ghazal MATCHES FOR "अय्याम"
Ghazal
mujh pe hii KHatm hu.aa silsila-e-nauhagarii
is qadar gardish-e-ayyaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
dast-e-falak me.n gardish-e-taqdiir to nahii.n
dast-e-falak me.n gardish-e-ayyaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Hakeem Nasir
Ghazal
KHaalii hai abhii jaam mai.n kuchh soch rahaa huu.n
ai gardish-e-ayyaam mai.n kuchh soch rahaa huu.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
tuu bhii kho jaa.egii Tapke hu.e aa.nsuu kii tarah
dekh ai gardish-e-ayyaam mire saath na chal
Shakeel Azmi
Ghazal
sheva-e-ishq hai aazaadii o dahr-aashobii
tuu hai zunnaarii-e-but-KHaana-e-ayyaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
yaad-e-ayyaam ki ik mahfil-e-jaa.n thii ki jahaa.n
haath khii.nche bhii ga.e aur milaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
jab ko.ii zikr-e-gardish-e-ayyaam aa gayaa
be-iKHtiyaar lab pe tiraa naam aa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai gardish-e-ayyaam hame.n ranj bahut hai
kuchh KHvaab the aaise ki bikharne ke nahii.n the
Zakariya Shaz
Ghazal
baada o jaam bhii ik vaj.h-e-mulaaqaat sahii
ham tujhe gardish-e-ayyaam se pahchaante hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
'fauziya' mil hii ga.ii manzil-e-maqsuud hame.n
shukr hai gardish-e-ayyaam ko bhii maat hu.ii
Fauzia Mughal
Ghazal
yaad-e-ayyaam ki sahraa-e-mohabbat me.n 'faraaz'
jaras-e-qaafila-e-dil kii sadaa zinda thii
Ahmad Faraz
Ghazal
dil hai nairangii-e-ayyaam pe hairaa.n ab tak
itnii sii baat bhii maa'luum nahii.n bhaa.ii ko
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
badaltaa jaa.e Gam-e-rozgaar kaa markaz
ye chaal gardish-e-ayyaam chal to saktii hai