SEARCH RESULTS
Showing search results for "अवतार"
Ghazal MATCHES FOR "अवतार"
Ghazal
milaa na jab ko.ii autaar mujh ko kal-yug me.n
na.e janam kii tamannaa me.n KHud-kushii kar lii
Seen Sheen Alam
Ghazal
KHuddaarii-e-hayaat ko rusvaa nahii.n kiyaa
ham ne kabhii zamiir kaa saudaa nahii.n kiyaa
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
safar kaa ruKH badal kar dekhtaa huu.n
kuchh apnii samt chal kar dekhtaa huu.n
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
vaqt-e-ruKHsat vo aa.nsuu bahaane lage
dil dukhaane ke manzar suhaane lage
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
cha.Dhtaa hai 'ka.nval' kaun saliibo.n pe KHushii se
sab log masiihaa ke to autaar nahii.n hai.n
D. Raj Kanwal
Ghazal
mere chaal-chalan se bhii kuchh haasil kar lo
mai.n bhii ik autaar kaa saa darja rakhtaa huu.n
Khaleel Rampuri
Ghazal
lamha lamha bikhar rahaa huu.n mai.n
apnii takmiil kar rahaa huu.n mai.n
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
zindo.n kaa to maskan bhii yahaa.n qabr-numaa hai
murdo.n ko magar darja-e-autaar pe khii.nchaa
Ahmad Faqih
Ghazal
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
diivaana kar ke mujh ko tamaashaa kiyaa bahut
terii talaash ne mujhe rusvaa kiyaa bahut
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
mujh ko bhagvaan kaa autaar samajh baiThaa thaa
aa.nkh jhapkii to parastaar uThaa jaane lagaa
Sajid Raheem
Ghazal
daa.Dhii ba.Dhii hai.n baal ba.Dhe kap.De gerve
hai.n ye jadiid daur ke autaar dekhnaa
Shaghil Adeeb
Ghazal
ruu-posh aa.nkh se ko.ii KHushbuu libaas hai
go duur duur saa hai magar aas-paas hai
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
shahr-e-munaafiqat me.n basar kar rahaa huu.n mai.n
lagtaa hai apne 'ahd kaa autaar mai.n bhii huu.n