SEARCH RESULTS
Showing search results for "इंकिसार"
Ghazal MATCHES FOR "इंकिसार"
Ghazal
abhii to sirf kamaal-e-Guruur dekhaa hai
tujhe qasam hai tamaashe bhii inkisaar ke dekh
Mehshar Afridi
Ghazal
ab inkisaar bhii shaamil hai vaz.a me.n us kii
use bhii ab ko.ii ham-sar dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
had ho chukii hai ab to mire inkisaar kii
kamtar samajh ke mujh ko sataane lage hai.n log
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
hamaare paas vo aayaa to khol kar aaGosh
ye chaahaa jaave.n ham us se ba-inkisaar lipaT
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jise sunaane gayaa thaa mai.n zindagii kii naviid
vo shaKHs aaKHirii hichkii ke intizaar me.n thaa
Taimur Hasan
Ghazal
ye dostii ye mohabbat ye inkisaar fareb
ye ham-navaa ye mu.aavin ye mere yaar fareb
Majid Ali Kavish
Ghazal
ye inkisaar ke putle ye siim-o-zar kii sanaa
ye masKHare hai.n ki chole me.n gorkan apne
Aamir Suhail
Ghazal
ik roz kah diyaa thaa haqiir inkisaar me.n
ye baat sach samajh ga.e saare haqiir log
Hosh Jaunpuri
Ghazal
is inkisaar kaa idraak tujh ko kam hogaa
mire charaaG kii lau me.n bhii tho.Daa nam hogaa
Sarfraz Arish
Ghazal
milaa hai muddato.n ke baa'd kuchh Garaz hogii
kis inkisaar se dekho nihaartaa hai mujhe
Mahendra Partap Chand
Ghazal
mire mizaaj ko baKHshaa hai inkisaar agar
ba-qadr-e-zarf tabii.at ko inkisaar mile
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
Guruur-e-ishq me.n ik inkisaar-e-faqr bhii hai
KHamiida-sar hai.n vafaa ko alam banaate hu.e
Jaleel 'Aali'
Ghazal
hai achchhii baat tabii.at me.n inkisaar bhii ho
magar mizaaj me.n tho.Dii anaa zaruurii hai