SEARCH RESULTS
Showing search results for "इल्तिमास"
Ghazal MATCHES FOR "इल्तिमास"
Ghazal
ta.Dap rahe hai.n zabaa.n par ka.ii savaal magar
mire liye ko.ii shaayaan-e-iltimaas nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
jhukaa ke nazre.n ko.ii bolaa iltimaas-e-du.aa
uThaa ke haath vo KHairaat-e-husn dene lagii
Shahzad Qais
Ghazal
ab iKHtitaam ko hai saKHii harf-e-iltimaas
kuchh hai to ab vo saamne dast-e-du.aa ke laa
Mohsin Naqvi
Ghazal
ye dil ki qahat-e-anaa se Gariib Thahraa hai
mirii zabaa.n ko zar-e-iltimaas kyaa degaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n ne junuu.n se kii jo 'asad' iltimaas-e-ra.ng
KHuun-e-jigar me.n ek hii Gota diyaa mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
vo iltimaas-e-lazzat-e-be-daad huu.n ki mai.n
teG-e-sitam ko pusht-e-KHam-e-iltijaa karuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
jab un se guftuguu kartaa hai ko.ii bhii 'ejaaz'
ik iltimaas pas-e-iltimaas rahtaa hai
Ejaz Rahmani
Ghazal
nii.ndo.n kaa bojh palko.n pe Dhonaa pa.Daa mujhe
aa.nkho.n ke iltimaas pe sonaa pa.Daa mujhe
Nawaz Deobandi
Ghazal
iltimaas-e-qatl par kahte ho fursat hii nahii.n
ab tumhe.n itnaa Guruur allaahu-akbar ho gayaa
Qamar Jalalvi
Ghazal
apnaa jamaal mujh kuu.n dikhaayaa rasuul aaj
aajiz kii iltimaas kuu.n karnaa qubuul aaj
Siraj Aurangabadi
Ghazal
muddat ke baa'd aaj to tanhaa mile huzuur
us par bhii puuchhte hai.n ki kyaa iltimaas hai