SEARCH RESULTS
Showing search results for "उनवाँ"
Ghazal MATCHES FOR "उनवाँ"
Ghazal
ab tiraa zikr bhii shaayad hii Gazal me.n aa.e
aur se aur hu.e dard ke unvaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
hadiis-e-yaar ke unvaa.n nikharne lagte hai.n
to har hariim me.n gesuu sa.nvarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
pyaar jab had se ba.Dhaa saare takalluf miT ga.e
aap se phir tum hu.e phir tuu kaa unvaa.n ho ga.e
Tasleem Fazli
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
jab bhii do aa.nsuu nikal kar rah ga.e
dard ke unvaa.n badal kar rah ga.e
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
vo mirii chiin-e-jabii.n se Gam-e-pinhaa.n samjhaa
raaz-e-maktuub ba-be-rabti-e-unvaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
viiraana-e-maqtal pe hijaab aayaa to is baar
KHud chiiKH pa.Daa mai.n ki ye unvaa.n bhii miraa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
ye inqilaab-e-dauraa.n ye aish-o-Gam ke unvaa.n
goyaa zabaan-e-fitrat afsaana kah rahii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
Unwan Chishti
Ghazal
mai.n huu.n KHud se mutaqaabil mutabaadil mutazaad
ruuh Thahre miraa unvaa.n kabhii qaalib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
mai.n tiirgii me.n mohabbat kii ik kahaanii huu.n
muu.ii charaaG saa unvaa.n mirii talaash me.n hai