SEARCH RESULTS
Showing search results for "औलाद"
Ghazal MATCHES FOR "औलाद"
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
kaahe kaa tark-e-vatan kaahe kii hijrat baabaa
isii dhartii kii isii desh kii aulaad hai.n ham
Meraj Faizabadi
Ghazal
mai.n ne tasviir-kashii kar ke javaa.n kii aulaad
un ke bachpan kii tasaaviir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
aulaad kii tarah hai mohabbat kaa mujh pe haq
jab tak kisii kaa bojh uThaane kii umr hai
Azhar Faragh
Ghazal
ye mire karb kaa aalam rahe yaarab aabaad
is zamii.n se buu-e-aulaad-e-'alii' aatii hai
Anjum Khayali
Ghazal
naa-gavaarii hai tujhe maa.n baap ke andaaz se
sab samajh aa jaa.egaa aulaad ho jaane ke ba.ad
Bilal Saharanpuri
Ghazal
Himanshi Babra
Ghazal
Muzdam Khan
Ghazal
Zaka Meer Aulad Mohammad Khan
Ghazal
imaam-e-tishna kii aulaad Thahrii huu.n aaKHir
so mujh ko yaksaa.n milaa raavii-o-furaat kaa dukh
Saima Aftab
Ghazal
kyaa ye maqtuul kii aulaad kii tauhiin nahii.n
ek bhii shaKHs bhare shahr me.n Gamgiin nahii.n
Ali Shiran
Ghazal
buu.Dhe a.asaab kahaa.n sahte hai.n aulaad kaa dukh
merii takliif mirii maa.n ko bataane kaa nahii.n
Yunus Tahseen
Ghazal
kis shafqat me.n gu.ndhe hu.e maulaa maa.n baap diye
kaisii pyaarii ruuho.n ko merii aulaad kiyaa
Anjum Saleemi
Ghazal
ba.Dhtii rahii har saal jo ta.adaad hamaarii
kyaa yaad karegii hame.n aulaad hamaarii