SEARCH RESULTS
Showing search results for "कमाई"
Ghazal MATCHES FOR "कमाई"
Ghazal
jis ahd me.n luT jaa.e faqiiro.n kii kamaa.ii
us ahd ke sultaan se kuchh bhuul hu.ii hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
vo kyuu.n kahe.nge ki dono.n me.n amn ho jaa.e
hamaarii ja.ng se jin kii kamaa.ii jaarii hai
Ali Zaryoun
Ghazal
chaa.nd raato.n me.n hame.n Dastaa hai din me.n suuraj
sharm aatii hai a.ndhero.n se kamaa.ii lete
Rahat Indori
Ghazal
chor apne gharo.n me.n to nahii.n naqb lagaate
apnii hii kamaa.ii ko to luuTaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
vahshat-e-dil sila-e-aabla-paa.ii le le
mujh se yaa-rab mire lafzo.n kii kamaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
zindagii bhar kii kamaa.ii yahii misre do-chaar
is kamaa.ii pe to izzat nahii.n milne vaalii
Iftikhar Arif
Ghazal
firaaq me.n bhii udaasii ba.De kamaal kii thii
pas-e-visaal to is se sivaa udaasii hai
Irfan Sattar
Ghazal
Manish Shukla
Ghazal
apne maa.n-baap ko kaa.ndhaa bhii nahii.n de paayaa
jo ye kahtaa thaa unhe.n saarii kamaa.ii duu.ngaa