SEARCH RESULTS
Showing search results for "कुल"
Ghazal MATCHES FOR "कुल"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo daana-e-subul KHatmur-rusul maulaa-e-kul jis ne
Gubaar-e-raah ko baKHshaa faroG-e-vaadii-e-siinaa
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
qatra me.n dajla dikhaa.ii na de aur juzv me.n kul
khel la.Dko.n kaa hu.aa diida-e-biinaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
maalii ne aaj kitnii du.aa.e.n vasuul kii.n
kuchh phuul ik faqiir kii jholii me.n Daal kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
vo apnii ek zaat me.n kul kaa.enaat thaa
duniyaa ke har fareb se milvaa diyaa mujhe
Parveen Shakir
Ghazal
kuchh aise log bhii duniyaa me.n paa.e jaate hai.n
jahaa.n bhii jaa.e.n diye vo jalaa.e jaate hai.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
aql-e-kul ban kar to duniyaa kii haqiiqat dekh lii
dil ye kahtaa hai ki ab diivaangii ban jaa.iye
Saleem Ahmed
Ghazal
maqsad-e-ishq ham-aaha.ngii-e-juzv-o-kul hai
dard hii dard sahii dil buu-e-dam-saaz to de
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
mai.n huu.n aasii ki pur-KHataa kuchh huu.n
teraa banda huu.n ai KHudaa kuchh huu.n