SEARCH RESULTS
Showing search results for "कू-ए-दिल"
Ghazal MATCHES FOR "कू-ए-दिल"
Ghazal
rah gayaa KHvaab-e-dil-aaraam adhuuraa kis kaa
Dhal ga.ii shab to khulaa hai ye dariicha kis kaa
Dil Ayubi
Ghazal
na Gam-e-dil ke hii bas ke na Gam-e-dauraa.n ke
itne aazaad hu.e tere giraftaar ki bas
Dil Ayubi
Ghazal
mere siina me.n ye dil hai ki ko.ii saudaagar
mere ehsaas kaa dhan tol rahaa hai mujh me.n
Dil Sikandarpuri
Ghazal
har chand kuu-e-yaar bahut faasle pe hai
badle hu.e abhii se mizaaj aasmaa.n ke hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
naqd-e-dil hai ki garebaan ke har taar me.n hai
hausla ab bhii bahut tere KHariidaar me.n hai
Dil Ayubi
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
detaa hai ab yahii dil-e-shoriida mashvara
jiine se ta.ng ho to miyaa.n mar ke dekh lo
Dil Ayubi
Ghazal
adaa-e-hairat-e-aa.iinaa-gar bhii rakhte hai.n
hame.n na chhe.D ki ab tak nazar bhii rakhte hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
tire KHayaal ke sadqe ye kyaa maqaam aayaa
kabhii hayaat kabhii maut kaa payaam aayaa
Dil Ayubi
Ghazal
Dha.ng jiine kaa na marne kii adaa maa.ngii thii
ham ne to jurm-e-mohabbat kii sazaa maa.ngii thii
Dil Ayubi
Ghazal
terii aa.nkho.n kaa liyaa kartaa huu.n bosa har din
mujh ko mad.hosh ko.ii jaam nahii.n kar saktaa
Dil Sikandarpuri
Ghazal
is shahr me.n to kuchh nahii.n rusvaa.ii ke sivaa
ai 'dil' ye 'ishq le ke kidhar aa gayaa tujhe
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' us kii yaad hai goyaa usii kaa aa.ina
muzda-e-jaa.n-baKHsh bhii chaltii hu.ii shamshiir bhii