SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़ुस्ल"
Ghazal MATCHES FOR "ग़ुस्ल"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
chamaktii ret pe ye Gusl-e-aaftaab tiraa
badan tamaam sunahraa dikhaa.ii pa.Dtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
aayaa zaraa sii der rahaa Gul gayaa badan
apnii u.Daa.ii KHaak me.n hii rul gayaa badan
Farhat Ehsas
Ghazal
jism par saabun thaa paanii Gusl-KHaane se gayaa
aap kii mistake Thahrii mai.n nahaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
nahii.n Gusl-e-mayyat kii jaa qatl-gaah
magar KHaak-o-KHuu.n me.n nahaa.e.nge ham
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
kabhii to aa tapish-e-jaa.n-gusal hii dene ko
kabhii guzar inhii raaho.n se ajnabii ban kar
Kishwar Naheed
Ghazal
jis ne KHuun me.n Gusl kiyaa aur aag me.n raqs kiyaa
haif ki saare ha.ngaame us ke ezaaz me.n the
Saqi Faruqi
Ghazal
shaayad kare.nge chashma-e-KHurshiid me.n vo Gusl
shabnam chalii hai paanii samone ke vaaste
Muneer Shikohabadi
Ghazal
to karne lagte hai.n Gusl-e-talaash-e-misraa-e-nau
ham apne aap ko jab bhii puraane lagte hai.n
Ashfaq Nasir
Ghazal
fasl-e-gul sab kii nazar me.n hai magar mere liye
ik KHizaa.n me.n aalam-e-gulzaar hai tere baGair
Saib Tonki
Ghazal
naazuk hai misl-e-maah magar surma.ii badan
ai jaa.n tujhe ye kis ne diye Gusl aag ke
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
apnii aaGosh-e-ravaa.n me.n Gusl kar lene de yaar
Gusl kar ke ik na.e insaan ho jaate hai.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
jaataa hai bahr-e-Gusl jo ai KHush-dimaaG tuu
jaltaa hai uud garmii-e-hammaam ke liye